Deprecated: file_exists(): Passing null to parameter #1 ($filename) of type string is deprecated in /home2/ibtada/public_html/ibtada.php on line 16

Deprecated: file_exists(): Passing null to parameter #1 ($filename) of type string is deprecated in /home2/ibtada/public_html/ibtada.php on line 22
  A Project of E-SolBiz™
 

 

 

   
 
Name

assalaam wa-alikum sir jeeh plz u solved my proublem. men eak madarse men parhta hun men chata hon ke men jab madarse jata hon to sahi tareqe se or puri mehnat ke saath paroon magar jab men madarsa jata hun to wahan parhta nahi balke dostoon ke saath batohn men masroof hokar apna time zayaah kar raha hun plz u tell me any idea

saad balouch

 

Name

saad, pehle to aap ye daikhai k aap dostoun se baatain kyon kerte hain aur kitna time kerte hain. kya aap sirf us waqt baat kerte hain jab perhaye nahi ho rehi hoti ya phir perhaye k doraan b baat kerte hain. ager aisa hai to ye daikhiye k baat aap shoro kerte hain k aap k dost. ager aap shoro kerte hain to aap ko khud control kerna pere ga aur ager aap k dost shoro kerte hain to aap un se aik dafa clearly keh dain ta k wo aap ko perhaye k doraan tang na ker sekain. ya phir aap madrisse k waqt apne dostoun se door rehain. apni perhaye mein dil lagane ke koshish kerain. ager aap apna sabaq waqt se pehle khatam ker laite hain to baqi waqt zaya kerne k bajaye dobara naya sabaq le liya kerain ya purane ko dohraya kerain. apne kaam mein apna interest paida kerain. Allah behter kere ga. wish u good luck.

Abu Bakr Butt

 


 
Name
Name
Prolem